ZONG Free Internet Setting
ZONG Free Internet Trick
Hi there, Today I'm gonna showing you ZONG free internet settings. You must be thinking that already lot of people on internet on different webs has showed different settings of internet for zong but reason is that some people don't show full settings and full method to do it and some show non-working settings but now today you will be served with the best ZONG internet settings.
I hope the problem of people with JAVA and SYMBIAN mobile will be finish today.
ZONG Free GPRS Settings For Nokia JAVA Mobiles
Java mobile users, Take following steps:
>>> Menu > Setting > Configuration > Personal Config. Sett. > Add > Web > Acount Name Yahan Ap ZONG FREE Likh Dein Ya Kuch Aur Phir > Homepage Mein http://google.com Likhein, > Username & Passward Mein Kuch Nahi Likhna, Phir > Use Pref. Access Pt. Mein "No" Kar Dein, Phir > Access Point Settings > Yahan > Proxy Ko Disable Kar Dein, Phir > Bearer Setting > Packet data acc. pt. Is Mein Pehli Line Skip Kr Dein (Khali Chor Dein) Jo * Press Karne Se Symbol Ayen Gi To Sab Se Last Wali Arrow Symbol ( Jisko Professionaly Enter Kehte Hain ) Ko Select Kar K OK Krna Hai Is Se Line Skip Ho Jaye Gi Aur Phir Neechy Wali Line Mein zongmms Likh Dena, Phir > Network Type Mein IPv4 Select Karna Phir > Authentication Type Mein Normal, > Pasward Username Mein Kuch Nahi Likhna, Ab Wapis Personal Accounts Mein Ayen > Option Ko Open Karein > Add new > Access point > Account Name ZONG Type Kar Dein > Access Point setting > Bearer Setting > Packet Data Acc. Pt. Iss Mein Bhi Line Skip Kr K zongmms Type Karein,> Network Type Aur Authentication Type Jesa Uper Bataya, > Ab Personal Accounts Mein Wapis Aa Kr Dono Accounts ZONG FREE Aur ZONG Jo Ap Ne Banaye, Ko Options Pe Click Kar K Active Kar Dein >>> Phir Wapis Configuration Setting Mein Ajayen, > Prefered Access Point Is Mein Wo Account Select Kar Dein Jo Aap Ne Banaya, Phir Wapis > Default Config. Setting > Yahan " personal config. " Ko Select Kar Dein,
Ab Wapis " MENU " Mein Ja Kr " Web Ya Services" ( Jo Default Browser Hota Hai ) Ko Open Karein, > " web settings " Open Karein > "configuration setting" Mein Configuration Default Aur Account Mein Jo Ap Ne Bnaya Wo Select Kar Dein, Ab Apki Free Gprs Tayar
Ab Ap http://wap.ucweb.com Se UcWeb Install Karein Aur http://mini.opera.com Se Opera Web Browser Aur Enjoy Karein
ZONG FREE GPRS SETTING FOR NOKIA SYMBIAN MOBILE PHONES [ S60v2 ]
Ap Sab Se Pehle QuickWrite Install Karein, Jis Ka Direct Downloading Link Yeh Hai
http://adf.ly/r9swO
Instal Karne K Bad Iska SHORT CUT Ap K Mobile Menu Mein Ya Kisi Aur Folder Mein Hoga Usay Open Kar Lein Aur Trial Kr Lena Hai, Phir Default Ko Unselect Kr K Quickwrite Ko Select Krna Hai, Phir Exit Ho Kr Dein, Phir Ap Write Msg Mein Ja K Type Karein all nokia n70 Ya Jo Apka Mobile Ho Aur 131 Pe Send Karein, Apko 3 setting ayen gi zongmms zonginternet aur zongwap , Ap Ne Ko Save Kar Dena Hai, > Is K Baad Ap > Menu Mein Jayen Aur Settings Mein, Phir Connection Mein Jayen,
Connection Mein Ja K Ap Access Point Mein Jayen, Yahan Kuch Aisa Likha Hoga,
zonginternet
zongmms
zongwap
Ap Ne zongwap Ko Open Krna Hai Aur Access Point Name Ko Open Kr K zongwap Delete Kr Dena Hy Aur Pehli Line Khali Chhor K Skip Kr K zongmms Type Kr Dena Hai, Jo Aise Hoga Keh Ap * Press Karein Gy Aur Symbol Ajayen Gi Aur Last Symbol Jo Arrow Bana Hoga Usko Select Krein Gy Line Skip Ho K Neechy Ajaye Gi Aur Ap Type Kr Dena Small Words Mein zongmms Phir OK Kr Dena Hai Aur Phir Left Side Pe Screen Pe ApKo Option Likha Aye Ga Wahan Pe Ap Advance Setting Open Krna Aur Proxy / Port Ko Khatam Kr Dena Hy, Jo Proxy / Port Likhi Hogi Usy Delete Kr K Khali (Blank) Chor Dena Hai,
Phir Ap Wapis Menu Mein Ajayen Aur Web Browser Open KArein Aur Uski Option Mein Ja K Setting Mein Jayen Aur Default Acces Point Mein zongwap Select Kr Dein Aur OK., Ab Ap http://google.com Open Kr K Check Karein Phir Opera Aur Ucweb Browser Download Kar Lein Aur Full Access Free Net Enjoy Karein
Koi Paisa Nahi Katey Ga Balance Jitna Marzi Rakhein Apne Pass..
NOTE : S60v3 [ n73 ] Ki Bhi Settings Aisey Hi Hain Jaisey S60v2 Ki Hain So Enjoy... Keep Moving...
That's Done!!!